Posts

Showing posts from April, 2019

Ek Nazar | Zubeen Garg | Ek Nazar Lyrics | WhatsApp Status. Ek Nazar - Zubeen Garg, Angel Rai and Abhinov Borah

Image
Ek Nazar | Zubeen Garg | Ek Nazar Lyrics | WhatsApp Status.       Blogger screenshot by Full lyrics of Ek Nazar, Choo Kar Gayi is qadar Teri woh ek nazar Choo kar gayi is qadar Khota hi ja raha Mujhse mera sabar Kaisa hai ye nasha Kaisa khumaar hai Khwaabon ki hai zameen Sirf teri pyaas hai Dhoondha karun ab raat din Tere nishaan, tere nishaan Tere bin jee nahi paaun ab mahiya Mar bhi na paaun o mahiya Karun toh main kya karun mahiya ve Jaanu na, na jaanu na Tera hi khayal hai Teri hi toh hai fiqar Meri har baat pe Tera hi toh hai zikar Mujhpe pade tera karam Bas ab yahi hai ilteza Tere bin jee nahi paaun ab mahiya Mar bhi na paaun o mahiya Karun toh main kya karun mahiya ve Jaanu na, na jaanu na Manzilein tu hi hai Tu hi toh hai raasta Jaaun toh jaaun Tere bin bata main kahaan? Mill jaao na ab tum mujhe Poori ho ye daahtaan Tere bin jee nahi paaun ab mahiya ve Mar bhi na paaun ab mahiya ve K